Thursday, December 13, 2018

How to stop time waistage

How to manage time :-




Hello dosto kese he aap sub aasha karta hu ki thik ho honge. 
Friends agr aap apne time ko waist hone se bachana chahte he to yakin manie aap bilkul sahi post pr aaye he. Dosto ye post hr kisi ke kaam ane vali he. 
Fir chahe vo koi student ho, koi buisnessman ho ya koi poor family se ho ya rich se ho. Kyonki bhi ye baat to bilkul sahi he ki time ko manag karne ki jaroorat to har kisi ko padti he. Kyunki apne ye line to suni hi hogi ki jo banda time ko manag nahi kr pata he vo apni life ko bhi manag nahi kar pata he. 


Isliye agr aap time ko manage karna chahte he to meri in tips ko apne life me follow kare. To chaliye agd badhte he or time ko manage karna sikhte he. 


1.think :- friends think ka matlb he ki aap jab bhi koi kaam krte he to aap pehle sochte he ki mujhe kya karna he. To sabse pehla kaam ye karna he ki subha uthkr  think kare ki mujhe aaj pure din me kya kya krna he. Isse apka time kharab nahi hoga. 

2. Manag your timing :-  dosto agr apne ye soch loa he ki apko kya krna he to ab aapko ye dicside karna he ki apko vo sare kaam kis kis time pr karne he. Fir apne sare kaam ko time dene ke baad jo time apke pas bachta he use bhi apni success ke lie denaa hoga. 

3. Think and write:-  friends tip meri zindagi ki sabse important tips me se ek he. Kyunki ye ek adat apke time ko kharab hone se bachayegi or jiss kaam ko aap kr rahe ho uss kaam me aap apne 100% laga sakte ho. Iska mtlb he ki jab bhi aapke mann me koi naya thought aata he to apko vo thought apni diary ya notepad me lilhna he. Vese hi agr aap padhai kr rahe ho or apko koi thought stta raha he to apko use likhna hoga isse apke dimag ko lagega ki haa mujhr pata he ki mujhe ye kaam krna he. 

4. Calculat your day :- friends ab apko sbse last me har raat ko ye karna he ki apko apne pure dinn ko calculate karna he. Mtlb ab apko ye sochna he ki mene jo jo kaam subha soche the vo pure hue ya nahi. Or agr koi kaam chut gaya he to koi baat nahi usa kaam ko fir se apni diary me likhe or agle dinn use pura kare. 

Friends apne dekha hoga ki mene is post me jyadatr notes ki baat ki he kyunki iss world ki mahan hasti bill gat ne jab apni patni ko pehli baar dat ke lie puch tha to unhone kaha ki kya aap mere saath do weak baad dat par chalengi.. Mtlb unke paas do hafte tak koi time nahi thaa or unke 14 din ek schedule me the. 


To friends ye apke haath me he ki aha  time ko manage karke successful hona chate  ho ya nahi. 

Dosto agr apko ye post helpfull lagi ho to ye mera soubhagaya he. 

Or agr apke kisi kaam ki nahi he to pleas mujhe comment karke bata de ๐Ÿ™ ๐Ÿ™. 

No comments:

Post a Comment

Self confidence kese bdhaye

http://raviworrior.blogspot.com Self-confidence เคฌเคขाเคจे เค•े 10 เคคเคฐीเค•े เค‡เคธ เคฌाเคค เคธे เค•ोเคˆ เค‡เคจเค•ाเคฐ เคจเคนीं เค•เคฐ เคธเค•เคคा เค•ी เคœीเคตเคจ เคฎें เคธเคซเคฒเคคा เคชाเคจे เค•े ...