Wednesday, December 12, 2018

7 killer tips for success

The killer tips for success:--


Hello friends me ravi kumar aaj apke lie kuch ese killer tips lekar aya hu jo apki life ko budelkr rakh dengi.. 



Friends isse pehle ki me apko vo killer tips batau. Me apko ye batana chahunga ki apki tarahh hi duniya m hazzaro ese log he jo success hona chahte he. To aap samjh hi sakte he ki apko kitni mehnat karne ki jaroorat he. Kyunki agr ap abhi aram farmma rahe ho to "yaad rakho ki iss waqt iss duniya ke kisi na kisi kone me koi na koi insaan uss kaam ko pura karne ke lie mehnat kar raha he jiss kaam ko krke aap thak chuke ho".!! So agar ap success hona chahte ho to aapko ye tips, actualy ye koi tips nahi he ye apki success ki key he. To dhayan se iss post ko padhe. 


Friends mujhe pata he ki aap saccess hona chahte ho tabhi to iss post pr aaye ho to lets start... :-

"Raste me mushkile to kai aai 
Gire, uthe or uthkr chalte rahe 
Na jaane kitne tuffan aaye jindagi me
Lekin.. Chirag aandhiyo me bhi jalte rahe"!!

1. Set your goal:- friends agr apko success hona he to sidhi si baat he apko goal set karna hoga mtlb apko dicside karna hoga ki apko life me karna kyaa he. 

2. Commitment:- dosto agr apko pata he ki apko life m karna kya he to appko uske baat khud se commitment karni hogi ki me iss kaam ko kr ke rahunga. 


3. Leave your comfort zon:- friends iss duniya me jitne bhi successful log he unki success ka yahi rul he ki unhone apne comfortzon ko todnaa sikha. Mtlb lezyness ko dur bhagaya or life me jo chahiye tha vo paya. 

4. Prepration is the key of success:- friends agr apne kuch karne ki thaan li he to apko us goal ko acive karne ke lie teyari to karni hi hogi. Apko prectics karni hogi. 

5. Hungger for knowledg:- friends apne jo goal set kiaa he. Apko uske baare me knowledg lete rahna he. Kyunki 3 idiots me amir khan ne bhi kaga he ki " gyan to gyan he bhaiaa, jahaan se mile lapet lo".!!  Mtlb apke andar hamesha knowledg ki bhukh honi chahiye. 

6. Time manegment:- dosto apko time maneg karna aana chahiye mtlb apne jo bhi goal set kia he usko pura karne ke lie time maneg karna hoga. 

7. No execuse:- friends agr apko success hona he to apko iss rule ko jarur follow karna hoga. Mtlb apka jab bhi kuch karne kaa man ho to apke andar se ye avaj nahi aani chahiye ki nahi aaj nahi kal se karunga'. Iske lie apko ek secret rul bata raha hu jo mene bhi apni life me follow kie he or apko bhi suggest karunga. Apko karna ye he ki jab bhi apka man ye soche ki nahi kal se karunga to apko use ye batana he ki bs 5 minut ke lie hi karunga firr nahi. Ese karte karte apko pata bhi nahi chalega or ap excuse dena band kar denge. 



Thankyou for reading this post. Agar apko kuch bhi puchna he to aap pleas comment box me puch sakte he, Thanx. 

No comments:

Post a Comment

Self confidence kese bdhaye

http://raviworrior.blogspot.com Self-confidence बढाने के 10 तरीके इस बात से कोई इनकार नहीं कर सकता की जीवन में सफलता पाने के ...