Thursday, December 6, 2018

Darr ko kaise dur kare


Darr ko dur karne ke importent points :-

Hello friends me Ravi kumar aaj apke lie lekr aaya hu kuch ese points jo aapki life se saare darr kjatm kr dega. Friends dar sabhi ko lagta he. Or ye kai prakaar ke hote he. Lekin jo insaan apne dar se nahi darta he vahi success hotta he. To aap chinta mt kijiye aaj me apke saare darr jadd se khatm kr dunga..let's start.. ---




These are most important points and commitments who's chang your life..!



1. Fight:-  friends agr aapko bilkul fearless banna he to apko apne darr ko pehchanna hoga or usse fight karni hogi. Aap khud hi delh sakte he ki iss duniya me jitne bhi successful insaan he ve sub apne fears se fight karke hi successful hue he. 


2.  Dont think about results :-   friends ye point sabse bada life chainging point he mere lieor shayad apke lie bhi ho sakta he. Iss point ka meaning he ki aap jo bhi kaam karte he apko uska result pehle hi nahi soch lena chahiye ki agr ye ho gya to me amir ho jaaunga. Bilkul nahi karna he esa khonki yahi se darr peda hotta he. 

3.  Kaam karo pr fall ki icha mt rakho:-  friends agr apko bilkul fearless hona he to apko sirf kaam karna he apni success pr or uske fall ke barre me bilkul bhi na soche. 




To friends ye the vo kuch  points jinhe ap apni life me follow karke apne darr se ajaad ho sakte he. 

Or haa friends agr apko meri iss post me kuch kami lag rahi he to pleasmujhe comment me bataye thanx. 

No comments:

Post a Comment

Self confidence kese bdhaye

http://raviworrior.blogspot.com Self-confidence बढाने के 10 तरीके इस बात से कोई इनकार नहीं कर सकता की जीवन में सफलता पाने के ...